Follow Now.......!

Writer On Facebook

Jokes

मंहगाई का कमाल है यार...

Ek admi apne dost k ghar gaya,bell bajane par ek chota sa bacha bahir nikla

Admi: Beta apke papa ghar par hain?

Bacha: Ji wo to bazar gaye hue hain

Admi: Acha apnay bade bhai ko bulao

Bacha: Wo cricket khelne gaye hain

Admi: Acha tumhari mummy to ghar pe hongi?

Bacha: Ji wo apni saheliyon k sath picnic par gai hain

Admi jal kar bola: To beta aap ghr me kyun bethe hain? Aap b kahin jaen.

Bacha: "mein bhi apne dost k ghar aya hua hon
9:48 AM | 0 comments | Read More
 
berita unik